About Us

Shree Hari Ayurveda mein aapka swagat hai!
Humara maqsad logon ko prakriti (nature) ke kareeb lana aur unhe ek swasth lifestyle dena hai. Aaj ki is bhag-daur bhari zindagi mein vajan badhna aur be-vajah ki thakarn aam ho gayi hai.
Shree Hari Ayurveda mein humne 100% natural aur shuddh ayurvedic jari-bootiyon se aise products taiyaar kiye hain jo aapke metabolism ko behtar banate hain aur vajan kam karne mein natural tareeke se madad karte hain. Hamare liye aapki sehat aur hamara vishwas sabse upar hai.
Haridwar ki shuddhata aur Ayurveda ka gyan – Shree Hari Ayurveda.